chorus:
mausam ne li angdaayi, aayi aayi
laheraake barha phir chhaayi,chhaayi, chhaayi
jhonka hawa ka aayega aur yeh diya bujh jaayeha
paro:
silsila ye chaahat ka na maine bujhne diya, ho, hum
silsila ye chaahat ka na maine bujhne diya
piya,ye diya na bujha hai, na bujhega
meeri chaakat ka diya
mere piya ab aaja re mere piya
oh, mere piya ab aaja re mere piya
is diye sang jal raha mera rom rom rom
aur jiya, ab aaja re mere piya
ho, mere piya ab aaja re mere piya
faasla tha doori, faasla tha doori
tha judaii ka alaam
interzaar mein nazrein thi
aur tum vahan the, tum vahan the tum vahan the
o piya yeh diya chaahe jitna sataaye
tujhe yeh saawan
yeh hawa aur yeh bijliyaan
mere diya ab aaja re mere piya
chorus:
dekho ye pagli deewani
duniya se hai yeh aanjani
jonhka hawa ka aayega
aur iska piya sang laayega
paro:
oh piya ab aaja re mere piya
chorus:
silsila ye chaahat ka, na dil se bujhne diya
paro: ooh piyaaaa yeh diya
mausam ne li angdaayi, aayi aayi
laheraake barha phir chhaayi,chhaayi, chhaayi
jhonka hawa ka aayega aur yeh diya bujh jaayeha
paro:
silsila ye chaahat ka na maine bujhne diya, ho, hum
silsila ye chaahat ka na maine bujhne diya
piya,ye diya na bujha hai, na bujhega
meeri chaakat ka diya
mere piya ab aaja re mere piya
oh, mere piya ab aaja re mere piya
is diye sang jal raha mera rom rom rom
aur jiya, ab aaja re mere piya
ho, mere piya ab aaja re mere piya
faasla tha doori, faasla tha doori
tha judaii ka alaam
interzaar mein nazrein thi
aur tum vahan the, tum vahan the tum vahan the
o piya yeh diya chaahe jitna sataaye
tujhe yeh saawan
yeh hawa aur yeh bijliyaan
mere diya ab aaja re mere piya
chorus:
dekho ye pagli deewani
duniya se hai yeh aanjani
jonhka hawa ka aayega
aur iska piya sang laayega
paro:
oh piya ab aaja re mere piya
chorus:
silsila ye chaahat ka, na dil se bujhne diya
paro: ooh piyaaaa yeh diya