andaaz-allah karne dil ne lagi

andaaz-allah karne dil ne lagi
Yeh Pyaar To Hai Ek Dhoka
Is Liye Maine Dil Ko Roka
Yeh Pyaar To Hai Ek Dhoka
Is Liye Maine Dil Ko Roka
Hum Jispe Mare Woh Bhi Humpe Mare
Soch Ke Raat Bhar Hum Jage
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise

Bada Sidha Saada
Bada Bhola Bhaala
Hai Sab Se Juda Woh Deewana Mera
Abhi Faasla Hai
Magar Yeh Pata Hai
Haqeeqat Banega Fasana Mera
Bade Josh Mein Hai
Na Hum Hosh Mein Hai
Sambhaalo Hume Hum Behekne Lage
Bataye To Kaise
Chua Tumne Aise
To Hum Banke Khushboo Mehekne Lage
Ishq To Hai Hawaon Ka Jhoka
Is Liye Mein Dilko Roka
Ishq To Hai Hawaon Ka Jhoka
Is Liye Mein Dilko Roka
Hum Jispe Mare Woh Bhi Humpe Mare
Soch Ke Raat Bhar Hum Jage
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise

Suhani Dagar Mein
Tumhari Nazar Mein
Khayalon Ki Duniya Basayenge Hum
Mohabbat Ki Ladiyan
Haseen Chand Ghadiyaan
Sanam Zindagi Se Churayenge Hum
Sajado Yeh Kesu
Churalo Yeh Khushboo
Mujhe Baazoo Mein Chupalo Sanam
Baharoon Mein Aake
Gale Se Lagake
Mujhe Apni Dulhan Banalo Sanam
Is Chaahat Mein Hum Ko Toka
Is Liye Main Dilko Roka
Is Chaahat Mein Hum Ko Toka
Is Liye Main Dilko Roka
Hum Jispe Mare Woh Bhi Humpe Mare
Soch Ke Raat Bhar Hum Jage
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise
Allah Kare Dil Na Lage Kisise

# Posté le dimanche 06 novembre 2005 09:59

Modifié le vendredi 11 novembre 2005 16:07

bride and prejudice-Balle balle je soniya

bride and prejudice-Balle balle je soniya
Balle balle je soniya de rang dekhlo
bina dor di uDh di patang dekh lo

Aj munde hue enhan de malang dekh lo
bina dor di uDh di patang dekh lo

Ay kudiyan kudiyan, ay tikhiyan churiyan
kudiyan jawan hath na aawan

hoo

ena pundiyan de maare hue tang dekh lo

sat sri akal soniyo
sunaao sanuun haal soniyo

oh zaraa nach ke dikhaoo saDe naal soniyo
na soch sawal soniyon, ehdi kyun chaal soniyo

eh naara naara naara, eh tikhiyan tejh katara
bijili di nangiyan taara.n, oh taara taara taara
je kol ena de aaoge ta pyaar de chakke khaoge

baage vich aaya karo
jado chand chup jaave
tusi mukhda dikhaya karo

tu aagaya to bahaar aayi
haseen ho gaye nazare saare

mala vich phul Tangeya
umraan lang chali aa.n
par joban nahin langeya

# Posté le dimanche 06 novembre 2005 10:11

Modifié le vendredi 11 novembre 2005 16:06

k2h2- tum paas aye

k2h2- tum paas aye
Tum Paas Aaye Yoon Muskaraye
Tumne Na Jaane Kya Sapne Dikhaye
Ab To Mera Dil Jaage Na Sota Hai
Kya Karoon Haye Kuchh Kuchh Hota Hai

Na Jaane Kaisa Ehsaas Hai
Bujhti Nahin Hai Kya Pyaas Hai
Kya Nasha Is Pyaar Ka
Mujhpe Sanam Chhane Laga
Koi Na Jaane Kyon Chein Khota Hai
Kya Karoon Haye Kuchh Kuchh Hota Hai

Kya Rang Layi Meri Dua
Ye Ishq Jaane Kaise Hua
Becheiniyon Mein Mann
Na Jaane Kyon Aane Laga
Tanhai Mein Dil Yaadein Sanjota Hai Kya Karoon Haye Kuchh Kuchh Hota Hai.

# Posté le dimanche 06 novembre 2005 10:16

Modifié le mercredi 13 juin 2007 05:27

devdas-maar dala

devdas-maar dala
Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya
Hui dil mein dastak yahan kaun aaya
Hum pe yeh kisne hara rang daala
Oh, hum pe yeh kisne hara rang daala
Khushi ne hamaari hamein maar daala, oh maar daala
Maar daala, haan maar daala

Hum pe yeh kisne hara rang daala
Khushi ne hamaari hamein maar daala

Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein

Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala

(Allah, allah, allah)
Na chaand hatheli par sajaaya
Na taaron se koi bhi rishta banaaya
Na rab se bhi koi shikaayat ki

Na rab se bhi koi shikaayat ki

Har gham ko humne chhupaaya
Har sitam ko haske uthaaya
Kaanton ko bhi gale se lagaaya
Aur phoolon se zakhm khaaya
Haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya
Oh haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya
Khuda se dua mein tumhein maang daala, oh maang daala
Allah, maang daala, allah, maang daala, oh

(Hum pe yeh kisne hara rang daala
Khushi ne hamaari hamein maar daala)

Hamein maar daala, hamein maar daala, hamein

Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala

(Allah, allah, allah)
Maar daala, oh maar daala, maar daala ho maar daala
Maar daala, maar daala, maar daala, maar daala

(Yeh kiski hai aahat, yeh kiska hai saaya
Hui dil mein dastak, yahan kaun aaya)

Hey eh, eh eh eh
Mm mm mm mm mm, mm mm mm mm mm mm

# Posté le dimanche 06 novembre 2005 10:23

Modifié le vendredi 11 novembre 2005 16:06

devdas-dola re dola

devdas-dola re dola
Dola Re Dola Re Dola Re Dola
Haye Dola Dil Dola Mann Dola Re Dola

Lag Jaane Do Najariya, Gir Jaane Do Bijuriya
Bijuriya, Bijuriya, Gir Jaane Do Aaj Bijuriya
Lag Jaane Do Najariya, Gir Jaane Do Bijuriya

Baandhke Maein Ghunghroo
Pehenke Maein Paayal
Oh, Baandhke Maein Ghunghroo
Pehenke Maein Paayal
Ho Jhoomke Naachoongi Ghoomke Naachoongi
Dola Re Dola Re Dola Re Dola...

Dekho Ji Dekho Dekho Kaisi Yeh Jhankaar Hai
Inki Aankhon Mein Dekho Piyaji Ka Pyaar Hai
Inki Aawaaz Mein Haye Kaisi Thanadaar Hai
Piya Ki Yaadon Mein Yeh Jiya Beqaraar Hai

Maathe Ki Bindiya Mein Voh Hai
Palkon Ki Nindiya Mein Voh Hai
Tere To Tan Mann Mein Voh Hai
Teri Bhi Dhadkan Mein Voh Hai
Choodi Ki Chhan Chhan Mein Voh Hai
Kangan Ki Khan Khan Mein Voh Hai
Baandhke Maein Ghunghroo
Haan, Pehenke Maein Paayal
Ho Jhoomke Naachoongi Ghoomke Naachoongi
Dola Re Dola Re Dola Re Dola...

# Posté le dimanche 06 novembre 2005 10:25

Modifié le mercredi 13 juin 2007 01:54