chalte chalte-

chalte chalte-
--MALE--
Eh hey aa ha, hey hey mm hm mm hm
La la la, mm hm hm, eh hey hey
Tumne na jaana ke main deewaana
Lekar aaya hoon dil ka nazraana
Mere dil ki hai jo daastaan
Suno na suno na, sun lo na
Hamsafar mujhiko chun lo na
Suno na suno na, sun lo na
Tumne na jaana ke main deewaana
Lekar aaya hoon dil ka nazraana
Mere dil ki hai jo daastaan
Suno na suno na, sun lo na
Hamsafar mujhiko chun lo na
Suno na suno na, sun lo na
(Tum jo gumsum ho to main hairaan hoon
Yeh raaz kaise tumko bataaoon) - 2
Tum par marta hoon, main sach kehta hoon
Maangke dekh lo mujhse jaan
Suno na suno na, sun lo na
Hamsafar mujhiko chun lo na
Suno na suno na, sun lo na
(Main bhi hoon tanha, tum bhi tanha ho
Gar saath hum ho to socho kya ho) - 2
Jo manzil manzil do deewaane dil
Le chale pyaar ka kaarvaan
Suno na suno na, sun lo na
Hamsafar mujhiko chun lo na
Suno na suno na, sun lo na
Tumne na jaana ke main deewaana
Lekar aaya hoon dil ka nazraana
Mere dil ki hai jo daastaan
Suno na suno na, sun lo na
Hamsafar mujhiko chun lo na
Suno na suno na, sun lo na

# Posté le vendredi 11 novembre 2005 17:52

Modifié le mercredi 13 juin 2007 05:27

chalte chalte-Tauba Tumhaare Yeh Ishaare

chalte chalte-Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
--MALE--
Eh hey, eh hey hey hey, aah mm hm
Tauba tumhaare yeh ishaare
Hum to deewaane hain tumhaare
Raaz yeh kaise khol rahi ho
Tum aankhon se bol rahi ho
Jaadu aate hain tumko saare

--FEMALE--
Tauba tumhaare yeh ishaare
Hum to deewaane hain tumhaare
Chhoo lete ho taar jo dil ke
Tum hi bataao, tumse milke
Jaan-o-dil koi kyoon na haare

--MALE--
Tauba tumhaare yeh ishaare
Jism damakta, jaadu jaadu
Zulf ghaneri, khushboo khushboo

--FEMALE--
Saansein hamaari maheki maheki
Nazrein tumhaari baheki baheki

--MALE--
Tumhaara badan hai jaise chaman
Hosh uda de yeh nazaarein

--FEMALE--
Tauba tumhaare yeh ishaare
Hum to deewaane hain tumhaare

--MALE--
O, raaz yeh kaise khol rahi ho
Tum aankhon se bol rahi ho
Jaadu aate hain tumko saare
Tauba tumhaare yeh ishaare
Eh hey hey hey hey hey hey

--FEMALE--
Aah, aah, aah aah

--MALE--
Koi nasha hai chhalka chhalka
Hosh bacha hai halka halka

--FEMALE--
Hum hain jaise khoye khoye
Jaage lekin soye soye

--MALE--
Machalti raho, pighalti raho
Baahon ke ghere mein hamaare

--FEMALE--
Tauba tumhaare yeh ishaare
Hum to deewaane hain tumhaare
Chhoo lete ho taar jo dil ke
Tum hi bataao, tumse milke
Jaan-o-dil koi kyoon na haare

--MALE--
Tauba tumhaare yeh ishaare
Hum to deewaane hain tumhaare
Raaz yeh kaise khol rahi ho
Tum aankhon se bol rahi ho
Jaadu aate hain tumko saare

--BOTH--
Tauba tumhaare yeh ishaare

# Posté le vendredi 11 novembre 2005 17:55

chalte chalte-Tujhpar Gagan Se

chalte chalte-Tujhpar Gagan Se
--FEMALE--
Kaisi deewaangi hai, kaisi deewaangi hai, kaisi deewaangi hai
Sab kuch koi bhulaake nikla hai ghar jalaake
Kaisi deewaangi hai

--MALE--
(O, tujhpar gagan se barsi agan kyoon hai
Paaya chaman se kaanton ka ban kyoon hai) - 2
Kaahe uljhan haara kyoon mann thaka hai tootan re
Sab toot gaya sab chhoot gaya koi loot gaya jaise
Koi chhod gaya dil tod gaya jhanjhod gaya jaise
Sab toot gaya, sab chhot gaya
Sab toot gaya sab chhoot gaya koi loot gaya jaise
Koi chhod gaya dil tod gaya jhanjhod gaya jaise
O, tujhpar gagan se barsi agan kyoon hai
Paaya chaman se kaanton ka ban kyoon hai
O, pyaasi hawaayein, jalti dishaayein
Ret ki hain saari ghataayein
O, ret jo barse to yeh mann tarse
Lautke jaaye kaise idhar se
Ab jaao jidhar dekhoge udhar sun-saan nagar saare
Din bigad gaye baag ujad gaye desh ukhad gaye saare
Ab jaao jidhar, dekhoge udhar
Ab jaao jidhar dekhoge udhar sun-saan nagar saare
Din bigad gaye baag ujad gaye desh ukhad gaye saare
O, tujhpar gagan se barsi agan kyoon hai
Paaya chaman se kaanton ka ban kyoon hai

--FEMALE--
Kaisi deewaangi hai, kaisi deewaangi hai, kaisi deewaangi hai
Sab kuch koi bhulaake nikla hai ghar jalaake
Kaisi deewaangi hai

--MALE--
Jeena sitam hai, umeed kam hai
Bas ek dil hai aur itna gham hai
Kaali hain raatein, kadwi hain baatein
Dil kha raha hai maaton pe maate
Ab yahan vahan tu jaaye jahan voh pyaar kahan pyaare
Voh apnon ka voh sapnon ka sansaar jahan pyaare
Ab yahan vahan, tu jaaye jahan
Ab yahan vahan tu jaaye jahan voh pyaar kahan pyaare
Voh apnon ka voh sapnon ka sansaar jahan pyaare
O, tujhpar gagan se barsi agan kyoon hai
Paaya chaman se kaanton ka ban kyoon hai
Kaahe uljhan haara kyoon mann thaka hai tootan re
Sab toot gaya sab chhoot gaya koi loot gaya jaise
Koi chhod gaya dil tod gaya jhanjhod gaya jaise
Sab toot gaya, sab chhot gaya
Sab toot gaya sab chhoot gaya koi loot gaya jaise
Koi chhod gaya dil tod gaya jhanjhod gaya jaise
[ Ajouter un commentaire ] [ Aucun commentaire ]

# Posté le vendredi 11 novembre 2005 17:59

veer zara-Ye Hum Aa Gaye Hain

veer zara-Ye Hum Aa Gaye Hain
Lehraati huwi raahein, khole huwe hain baanhein
Ye ham aa gaye hain kahaan
Palkon pe gehre halke, hai reshmi dhundhalke ke
Ye ham aa gaye hain kahaan
Aa... ye ham aa gaye hain kahaan

Woh dekho zara, parbaton pe ghataayein
Hamaari daastaan, holle se sunaaye
Suno toh zara, ye phoolon ki waadi
Hamaari, hi koyi, kahaani hai sunaati
Sapnon ke is nagar mein, yaadon ki rehguzar mein
Ye ham aa gaye hain kahaan
Haan.. ye ham aa gaye hain kahaan

Jo raahon mein hai, rut ne sona bikhera
Sunehra huwa, tera mera savera
Zameen so gayi, barf ki chaadaron mein
Bas ek, aag si, jalti hai do dilon mein
Hawaayein sansanaayein, badan kaanp jaayein
Ye ham aa gaye hain kahaan
Haan ye ham aa gaye hain kahaan

Ye barsaat bhi, kab thamein kaun jaane
Tumhein mil gaye, pyaar ke sau bahaane
Sitaaron ki hai, jaise baaraat aayi
Hamaare liye, raat yun dagmagaayi
Sapne bhi jhilmilaayein
Dil mein diye jalaayein
Ye ham aa gaye hain kahaan
Haan ye ham aa gaye hain kahaan

Haan ye ham aa gaye hain kahaan

# Posté le vendredi 11 novembre 2005 18:02

veer zara-Tum Paas Aa Rahe Ho

veer zara-Tum Paas Aa Rahe Ho
Dheere, dheere, dheere, dheere, aankhon mein chhaa rahe ho
Tum paas aa rahe ho
Chupke, chupke, chupke, chupke, dil mein sama rahe ho
Tum paas aa rahe ho
Dheere, dheere
Chupke, chupke

Jhukti huwi ye palkein, khulte huwe ye gesoo -2
Ye sharm ki adaayein, woh shokhiyon ka jaadoo
Kaise, kaise, kaise, kaise, sapne dikha rahe ho
Tum paas aa rahe ho
Dheere, dheere
Chupke, chupke

Phoolon bhare, nazaare, ye khushbuwon ke dere -2
Lagte hain, khwaab jaise, ye shaam ye savere
Holle, holle, holle, holle, armaan jaga rahe ho
Tum paas aa rahe ho
Chupke, chupke
Dheere, dheere, aankhon mein chhaa rahe ho
Tum paas aa rahe ho
Aa haa haa... haa.. ho ho ho
Hmm... la la la

# Posté le vendredi 11 novembre 2005 18:04